| ||
Jab ap apna " Mamry Card & USB " kisi Shop Par Sale karen to ap use mokaml tor par Farmate krty Han kyun k os main apki family ki photo's ya kuch parsnal Data hota h.. lakin kuch Obas kisam ka log software ka zariye oska Data Recovery kar k wo data internet pe upload kar daty han ..is se Bchne k liye Apni USB Ko Ram Banaye
USB KO RAM Ke Tor Per Use Kare ...
eske baad tarteebwar iss tarah karte jain..
No1 : Right click on My Computer...then Properties.. abb aik adad
window open hogi waha " Advance " par click karen...yaha app dhek len
" Performance " lika hoga issi k samne " Setting " ke button par click karen.. setting par click karne ke baad aik r window open ho jayegi.. waha par bhi app ne "" Advance " par click karna hai... neeche dhek lain lika hoga..
""" Virtual Memory "" issi k sath "" Change ka button hoga uss par click karen..
jab app Change par click karogay o aglay window mein apki USB Drive jiska naam app ne RAM Drive raka tha nazar ajayega.. usko select karo.. uske baad neeche "" Custom Size par click karen ... waha unke samne wale boxes active ho jayengay... waha jitna RAM hai unse takreeban 5 MB size kam raken kiun windows atleast 5 MB khud leti hai...
eske baad "" OK "" karen. changing ka aik msg ayega usko b OK karen.
akher mein app ne " APPLY " pr click karna hai..Computer restart mangega ,,,restart karen..
umeed hai samaj aa gayee hogi,,, bahut easy hai
Ager Passand Aye To Like&Share Zaror Kare ...
Pictures for more details.....
No comments:
Post a Comment